main omprakash varma jyada jankari ke liye www.businessidia.blogspot.com par jaye
hindimejankari
Jab maine blogging start ki to mujhe ek best blogger se pata chala ki post likhne ka tarika acha hoga to public aapko apne aap search karegi. mai is bat se 100% agree hu. actully blog ki traffic humare talent par sabse jada depend karta hai. humari post likhne ki style jitni best hogi log hume utna jada like karenge.
In sab se alag important point ki blog traffic increase karna only blogger ke talend par depend nahi hai. balki hume kuch ayse tarike bhi follow karne chahiye. jisse humare bare me un logo ko bhi pata chale jo search karna kam pasand karte hai. blogger ke talend ke bad dusra sabse bada way social network hai. jis par hum apne friens and friend’s friens ke sath apne aapko show kar sakte hai. yakeen maniye aap me kuch acha hoga to log aapko jarur like karenge.
isme aap jan sakte hai ki aapko kis ke bare me post karni chahiye.
post publish karne ke bad use reddit par share kare. reddit par aap apni sire ke posts ka celection bana sakte ho. jisse aapki blog ki post ki search engine me achi ranking hogi. or reddit ke throw visitors aapki site par aa sakenge.
hindimejankari
Jab maine blogging start ki to mujhe ek best blogger se pata chala ki post likhne ka tarika acha hoga to public aapko apne aap search karegi. mai is bat se 100% agree hu. actully blog ki traffic humare talent par sabse jada depend karta hai. humari post likhne ki style jitni best hogi log hume utna jada like karenge.
In sab se alag important point ki blog traffic increase karna only blogger ke talend par depend nahi hai. balki hume kuch ayse tarike bhi follow karne chahiye. jisse humare bare me un logo ko bhi pata chale jo search karna kam pasand karte hai. blogger ke talend ke bad dusra sabse bada way social network hai. jis par hum apne friens and friend’s friens ke sath apne aapko show kar sakte hai. yakeen maniye aap me kuch acha hoga to log aapko jarur like karenge.
Blog Ki Traffic Badhane Ke 50 Badhiya Tarike
Is post me hum bat karenge ayse ways ke bare me jinke bare me new blogger ko shayad hi jankari ho. i hope old blogger ke liye bhi ye tips helpful ho sakti hai. agar aap mujhse ek shabd me blog ki traffic drive karne ka jawab sunna chahe to mera jawab hoga “Social Networking” kyuki social media par ayse log bahut jada hote hai jo sirf facebook ,twitter, whatsapp tak hi simit hai. or unhi par career banane ka sapna dekhte hai. in your case aapke blogging dusre topic par hone se social media se kitna traffic milega. ye aapki social network field par depend karta hai. to chaliye aage bat karte hai blog ki traffic badhane ke 50 best tarike ke bare me.1. Blogger Talent
Blog ki traffic badhane me blog owner ka talent kitna important hai. mai aapko iske bare me upar pahle se bta chuka hu. ye no.1 way hai. agar aap isme 80% bhi success hai to aap ek din success blogger ban sakte hai.2. Post Quality
post aysi honi chahiye jisse audiense ko lage ki aap ek ache ideal ho. jis se audiense aapke nakshe kadam par chalna chahe. uske andar aapke jaisa banna ki bhavna paida ho. use lage ki aap behtar ho, logo se alag ho. aapko follow kkarna visitors pasand karne lage. iske liye aap post ko is type se likhe ki jaise aap aamne samne audiense se bat kar rahe ho.3. Guest Post
Guest post ek acha ways hai blog ki traffic badhane ka, isse aapko backlinks milte hai sath hi logo se aapki pahchan badhegi. aap kisi success blogger ke blog par apni site ke bare me guest post kar sakte hai. ye ek bahut hi acha idea hai. jisse ek sath kei sidhiya chadne ka mouka milta hai.4. Search engines
Google persent me sabse jada populer search engine hai. lagbhag 90% peoples google par hi search karte hai. agar aap google search engine se site ko submit karne me success hote hai to akela google aapko 40% traffic dega. apni site ka SEO optimize ke liye humari site ki baki SEO se related post pade. Google, bing, yahho, ask and other search engine se site ko submit karne ke liye yaha click kare. Agar aap wordpress user hai to yoast seo plugin use kare.5. Comment on Other Blog
Commenting ek free tarika hai backlinks pane ka agar aap dusre blog par achi comment karte hai to us site ko aapka backlinks jarur milega. backlinks pane ke liye comment kis tarah karni chahiye uski jankari is post me hai. Blog Ke Liye Comments Kyu Jaruri Hote Hai6. List Post
“top 10” “top 20” “top 100” post list ki post share kare. yani apne blog ki weekly, monthly, yearly posts ki list bana kar share kare jisse aapke visitors ko sari jankari ek jagah mil jaye. apne blog ki old posts ko visitors tak pahuchane ka ye sabse acha tarika hai.7. Wright Related Posts
20-50 days me aysi post share kare jisme kisi ek subject par posts ki list ho, jaise aap blogging par post karte ho to ek niymit antral me blogging se related posts ki list share kare. isse new blogger ko aapki site ki sabhi post ek jagah search karne me aasani hogi.8. Link to Post
New post likhte time post me related link add kare. jisse audiense aapki site ki dusri posts bhi pad sake. isse user ye soch kar bhi post ko open karta hai ki isme mere kaam ki koi or bhi post mil sakti hai. har success blogger is tips ko follow karte hai. in my case aap meri sabhi posts me other post ka link dekh sakte ho.9. Traffic tips
aap kisi bhi topic par post karte ho isse fark nahi padta, “Blog ki traffic kaise badhaye” ye question new blogger sabse jada search karte hai. so aap apne blog par blog ki traffic badhane se sambandhit post share kare. in my case maine ek bar blog ki traffic se related ek choti si post ki thi use ek day me itne views mile jitne mere ghanto mehanat se likhi posts par bhi nahi milte.10. Start Emailing Services
Old visitors ko fir se site par invite karne ka sabse acha tarika hai email marketing isse aapki new post ki notification old user tak pahuchti hai. or wo fir se aapki site par aa jate hai. email delivery me Feedburner free or sabse better service deta hai.11. Add image in post
Media blog ki traffic badhane me 40% help karta hai. blog ki har post me 1-2 images jarur add kare. search engine images ko post se bhi jada support karte hai. post me photos add karte waqt photo ka name or description jarur add kare. jisse search engine samajh sake ki image kis bare me hai.12. Create Blog Page
Blog ke name se facebook, google plus, twitter par page banaye or new post us par share kare. isse social media par active log aapki site par aa sakte hai. sath hi unhe aapki new post ki jankari bhi page ke throw milti rahegi.13. Create Video
Blog ki post ke bare me details se bta kar video banaye or use blog post me add kare. jisse video ke throw audience aapko follow kar sake.14. Social Share Button in Post
Blog ki har post ke niche Social share button add kare. isse visitors ko aapki posr pasand aayegi to we post ko share kar sakte hai. ye tricks bahut important hai. agar aap ise ignore karte ho aapko social media se aane wale visitors me se 20% visitors ko bhulana padega.15. Flating Share Button
Blog ki left ya right side me floating share button add kare. ye post ke niche share button se jada better hai. post padte time visitors ki nazar me rahta hai.16. Ask to Sharing
Post ke end me visitors se post ko share karne ke liye kahe. agar visitors aaki post achi lagegi to wo aapki help jarur karenge. sath hi post me apni social id ka link bhi add kare jisse user aapko social media par follow kar sake.17. Create About Auther Page
site par apne bare me details se btaya hua page banaye. isse visitors aapse impress honge. unhe aapke bare me jankar ye ahsas rahega ki wo kis ki post padte hai. or aap kis bare me unki help kar rahe hai or aage bhi karne wale hai.18. Advertise Your Blog on Google Adwords
Agar aap blog ki traffic badhane ke liye pay kar sakte hai to google adwords par apni site ka ads bana kar apni site ka promotion kara sakte hai. ye paid service hai but jaldi traffic badhane me help karta hai.19. Advertise Your Blog on Facebook
adwords ki tarah hi aap facebook par bhi apni site ka ads dikha sakte hai. but ye bhi adwords ki tarah paid hai. aapko facebook par ads dikhane ke liye payment karna padega.20. Advertise Your Blog on Local TV NEws Channel
agar aapke aas pas koi local TV channel hai to aap us par bhi apni site ka ads de kar promotion kar sakte hai. iske liye aapko apne blog par 100-500 post karni hogi. ske bad hi kisi channel par apne blog ka ads de.21. Advertise Your Blog on Local Television Station
aap najdiki kisi tv station par apni site ke bare me news ads dila sakte hai. isme jada paise bhi nahi lagte. aap apne kisi pahchan wale ki help se ye kaam saste me karwa sakte hao.22. Always Use Tags inPosts
post likhte time tags jarur use kare. search engine ko isse aapki post ko samajhne me aasani hoti hai. sath hi visitors ko bhi tags se related post padna easy ho jata hai.23. Wright a Post Features
future me aap kya karne wale hai or aapke aane wale time me kya kya plans hai iske bare me ek post kare. jis se audiense ko aapki next activity ka pata rahe. or wo iski ummid se aapse ache rishte banane ki koshish kare.24. Question-Answer Forum
Apne blog par ek sawal jawab forum banaye. jis se visitors aapse direct sawal puch sake. isse visitors fir se aapki site par aayenge. or dusro ko bhi btayenge ki unhe aapki site par help mil sakti hai.25. Contact Other Success Blogger
Internet par bahut se blogger active hai. aapko jiska bhi talent acha lage. usse blog ki traffic badhane ke bare me help le sakte ho. isse aapo bahut kuch sikhne ko milega.26. Advice Other Blogger
apne blog ke bare me dusre blogger se advice le ki aapka blog kaisa hai or aapka post likhne ka tarika kaisa hai. wo aapko jo bhi salah de. uske bare me soche or aapko jo acha lage wo change kare.27. Connect Google News
Google news par apni site ki post or comment karte rahe. lagbhag har internet user online news padta hai. isse aapko backlinks milega. or aapki site par news post se visitors bhi aa sakte hai.28. Choose Most Keyboard
Blog post me important keyboard add kare. search engine un keyboard ko jada support karta hai jo internet par populer ho. post title me 1-2 keyboard jarur hone chahiye.29. Write Post in Relation
Populer celebrities ke birth day ya most people ki jayanti par jaise “Mahatma ghandhi’s 10 ideal” par post kare. ayse time par user unke bare me jada search karte hai. jisse wo aapki post bhi pad sakte hai. or unhe aapki site ka pata chal jata hai.30. Great Post Title
ayse topic par post karte rahe jo intewrnet par viral ho. jaise make money, blogging, paise kamane ka tarika internet par kafi viral topic hai. aap ayse topic par weekly post karte rahe. jisse search engine se aapko acha traffic mil sake.31. Do Something That Has Never Been Done
Blog par aysi post kare jo pahle kabhi na ki gayi hai. kuch na kuch aysa kare jo pahle kabhi na hua ho. aysi jankari dekh kar visitors use sabse jada padna pasand karte hai. kyuki har koi kuch ajeeb karna chahata hai.32. Plz Don’t Read This
Apne blog par ek do aysi post kare jisme plz don’t read this ka msg ho. kyuki log ayse messages ka jarur padte hai. jis par jane se mana kiya gaya ho. log us par jana jada pasand karte hai.33. Submit Blog Niche Social News
Blog ko sphinn or bizsugar jaisi social news sites se submit kare. jisse aapko unse backlinks mil sake. or social news site aapko kuch visitors de sake.34. Fast Reply
Puranevisitors ko wapis site par aane ke liye fast reply sabse acha tarika hai. agar aap visitors ko jaldi jawab doge to wo fir se aapki site par aana pasand karenge. or apne dosto ko bhi aapki site ke bare me btayenge.35. Create Product
snapdeel, amazon jaisi bahut si sites hai. jin par online shoaping ki jati hai. in sites par old product bhi saste damo par sell kiye jate hai. mai aapse kahna chahunga ki aap ek product ads banaye or usme contact ki jagah apni site ka link dal kar in sites par share kar de.36. Alexa
alexa amazon ki service hai jis par aap apni site ki ranking ke sath sath apne blog ki ranking ko increase kar sakte hai. jo aapko kafi ache sites ke backlinks deta hai. but yad rahe alexa is paid service.37. Submit Blog Post To Digg
kis type ki post kitni populer hoti hai. digg se blog submit karne ke bad aapko is ke bare me janne me help milti hai.isme aap jan sakte hai ki aapko kis ke bare me post karni chahiye.
38. Say Your Friends to Share Your Blog
aapke 10-20-50-100 jitne bhi friends hai. unhe aapki blog ko share karne ke liye kahe. isse aapko kam se kam 10% blog traffic badhane me help milegi.39. Interview to Big Blogger
apne se bade blogger ke sath blogging ke bare me bat kare. uski bato se aapko kafi kuch sikhne ko milega. or aap apne blog par kuch new kar sakoge. yakeen maniye aapse kam janne wala bhi aapko aysi trick bta sakta hai. jiske bare me aap soch bhi nahi sakte.40. Post on Most Festival
India me wese bhi sabse jada tyohar aate hai. aap inki help se bhi blog ki traffic badha sakte ho. festival time se pahle uske bare me post kare. us tyohar se judi kuch bate share kare. is time par us tyohar se related jankari internet par share ki jati hai. isse aapki post bhi logo ko search engine me mil sakti hai. or ayse logo ko aapki site ka pata chalega jo iske bare me janna chahate hai.41. Sure Your Email Service is Active
Lagbhag 40% blogger e ye galti hoti hai. wo blog ko email marketing se connect kar is bat par dhyan nahi dete ki unki new post ki jankari visitors tak ja rahi hai ya nahi. jisse hume 20% se jada traffic ghatne ka nkshan uthana padta hai. so aap check kar le ki aapki post ki notification aapki visitors tak pahuch rahi hai ya nahi.42. Translate Friendly Post
Posting ki wrighting aysi honi chahiye jise dusri language me translate kar ke bhi aasani se pada ja sake. jaise aap hindi blogger hai to aapko sirf india se hi jada visitors milenge. but agar aapki post wrighting translate able hogi to aap other countries se bhi visitors pa sakte hai.43. Many Domains
Main domain ke sath aap koi short domain register karke use apne blog me add kar sakte ho. jisse visitors ko aapki site par aane me aasani ho. ek bar aapki site fomus ho jaye fir other domain ki jarurat nahi padegi.44. Add Useful Tool
Blog me hindi typing tool, SEO tool and other tools add kare. ye aapke blog ko or jada links deti hai. jisse aap 20% se jada blog ki traffic badha sakte ho.45. Guest Post on Your Blog
jab aapke blog par 200-300 posts ho jaye or ache visitors aane lag jaye to aap bhi apne blog par guest post service start kar sakte hai. is se aapko post or backlinks ke sath sath other blogger ka sath bhi milega.46. Continue Blogging
apne visitors ke sath jude rahne ke liye continue blogging kare. or apne visitors ke sawalo ke jawab de kar unki help bhi karte rahe. jisse wo aapki blog se regular connect rahenge.47. Make Custom Design
apne blog ki alag pahchan banane ke liye blog ko sabse alag tarah se design kare. jise visitors ko aapke blog ko dekhne bhar se pata chal jaye ki ye aapka blog hai. or wo aapko sabse alag samajhe. isme aap kisi blog designer ki help le sakte hai.post publish karne ke bad use reddit par share kare. reddit par aap apni sire ke posts ka celection bana sakte ho. jisse aapki blog ki post ki search engine me achi ranking hogi. or reddit ke throw visitors aapki site par aa sakenge.