Monday, 29 February 2016

Blog Domain Ko www. Ke Bina Open Kaise Kare - Ki Settings Hindi Me jankari


Omprakash varma's Article

 hindimejankari.in
                   Blogger Ka Blog Blogspot.com Extension ( Domain ) Se Open Hota hai. Aap Ise Third party Top level domain Le Ke Website Jaisa Name  Bana Sakate Hai. Ab Aapke Blog Ka Name www.xyzzblog.com Hogaya Honga. Fir bhi Ek Problem Aata Hoga. www. Ke Bina Site Open nahi hogi. Matlab Aap " xyzzblog.com " Likhke Open Karne Ka Prayas karenge To error Aayegi. Blog Open Nahi Hoga. Agar Aap Apane Friend Ko Bol Do Ki xyzzblog.com Meri Site hai. Open Karke Dekhana Tab Friend Ka MSg Aayega. "Yaar yeto Error Aa raha hai. Site Open nahi Ho rahi Hai."  Tb Aapko Aage www. Lagana Hi Padega.
                       Aaj Ham Is Article Me Withaut " www. " Ke Sath Blog Ko Kaise open Karte Hai  Read More
Usaki Settings Janenge.
Ye Bhi Padhe : Domain Kya Hai Aur .com .net .in Sab Me Kya Fark Hai ? 

hindimejankari.in
 

Website Domain Ko Bina www Ke Kaise Set Kare ?

                 Withaut www. Se Blog Ko Open Karne Ke Liye Aapkao Apane Domain registrar Site pe Jake Kuchh Settings Karni Padegi. Jyadatar Blogger GoDaddy Se Domain Lete Hai. Isaliye Ham Godaddy Me Kaise Settings Change Kare, Vo Janenge. Dusari Domen Provider Website Me Bhi lagbhag Same Setting hoti Hai. Hame Step By Step Follow kare .

Step : 1 :

              Sabse pahle Aane Jis Site Se Domain Liya hai usi me  Login kare. Aur Domain Name Pe Jaye.
www. withaut open blog domain settings hindi me helpguru


  1.  DNS ZONE FILE pe click kare.
  2.  Add Record ki link par click kare.

Step : 2 :

Ab naya Popup Page open Hoga. Isame Host And Point Ko Set Karna Hai.

Website Domain Ko Bina www Ke Kaise Set Kare - Hindi Me



1. 1st Box Me se A (Host) Select Kare.
2. 2nd Box  HOST me @ Likhe.
3. POINTS TO me aapko Google blogger Ka IP daalna hai.

 
  Mai Aapko Ye 4 Google Ip Address Deta Hau In Char Ko Aap Add karle. Charo Ko Eksath Add nah Karna Hai. Pahla Ip Address Dalke " ADD ANOTHER  " Pe Click Kare. Fir Se Ye Box Khul jayenge. Ab Dusara ip Address dale. Is tarah 4th Ip Ko  Dal Ke Jab Last Ka Ip Dale tab " FINISH " Pe Click karna hai.

  •    216.239.32.21
  •    216.239.34.21
  •    216.239.36.21
  •    216.239.38.21

4. Tin Bar " ADD OTHER " Pe Click Kare.
5. Chuthi Bar " FINISH " Pe Click kare.

Step : 3 :

Ab Red Color Line Me Ek Messeges Aaya Hoga.

Blog Address Ko Bina www. Ke Kaise Set Kare

2. Pahle Dekha Le Ki Aapne Ip Dale hai Wo Sahi hai na.
1. Bad Me " Save Changes " Pe Click Kare.

Step : 4 :

Ab Aap Blogger Me Aa jaiye.

Apni Website (Blog) Ke Domain Ko Bina www. Ke Kaise Set kare

1.2. Blogger Deshboard Settings Me  " Basic " Me Jaye.
3. Redirect xyzzblog.com to www.xyzzblog.com par Click karke  tik kare.
4. "  Save " Karle. 

 
                  Friend Ab Aapki www. Withaut Open Blog Domain Address Settings Ho gai Hai. Lekin Aapko Thoda Wait karna Pad sakata Hai. Server ko Updates Hone Me Thoda vakta Lag Sakata hai. 24 Hours Ke bad Fir Dekh Le. www. Ke Bina Apane Blog Ko Open Kare.

Read more:     hindimejankari.in

No comments:

Post a Comment