Monday, 29 February 2016

Blog Domain Ko www. Ke Bina Open Kaise Kare - Ki Settings Hindi Me jankari


Omprakash varma's Article

 hindimejankari.in
                   Blogger Ka Blog Blogspot.com Extension ( Domain ) Se Open Hota hai. Aap Ise Third party Top level domain Le Ke Website Jaisa Name  Bana Sakate Hai. Ab Aapke Blog Ka Name www.xyzzblog.com Hogaya Honga. Fir bhi Ek Problem Aata Hoga. www. Ke Bina Site Open nahi hogi. Matlab Aap " xyzzblog.com " Likhke Open Karne Ka Prayas karenge To error Aayegi. Blog Open Nahi Hoga. Agar Aap Apane Friend Ko Bol Do Ki xyzzblog.com Meri Site hai. Open Karke Dekhana Tab Friend Ka MSg Aayega. "Yaar yeto Error Aa raha hai. Site Open nahi Ho rahi Hai."  Tb Aapko Aage www. Lagana Hi Padega.
                       Aaj Ham Is Article Me Withaut " www. " Ke Sath Blog Ko Kaise open Karte Hai  Read More

Jalebi Banane ka Tarika hindi me


झटपट जलेबी बनाये हमारी इस जाँची और परखी रेसिपी के साथ| बाज़ार जैसी कुरकुरी और रस भरी जलेबी घर में ही मात्र 20 मिनट बनायीं जा सकती है| बनाये और आनंद ले|

   Mai Omprakash varma   jalebi Banaye Ghar Par   hindi me jankari

जलेबी पर पिस्ते डालकर परोसे  Garnish Jalebi with pistachio and Saffron
जलेबी पर पिस्ते डालकर परोसे
झटपट जलेबी बनाने का तरीका बहुत ही आसान है| यह जलेबी घर की स्वछता के साथ कुरकुरी और रस भरी बनाई जा सकती है|
झटपट जलेबी का मतलब है की आप इसे कुछ ही मिनटों में बना सके बिना पूरी रात या घंटों के इंतज़ार के|
माही को देर रात को कुछ मीठा खाने की तलब हुआ करती थी जब वह गर्भावास्ता (pregnant) में थी| हमारे घर के पास एक जलेबी वाला था जो देर रात भी जलेबी बनता था तो हमारा काम चल गया|
और बाकी समय इसी विधि ने हमारा साथ दिया|
हमारे पास 3 अलग तरह की जलेबी विधि है जो की विभिन्न है खमीर उठाने के तरीके के कारण:
  1. झटपट जलेबी यीस्ट के साथ – (सबसे कम समय)
    यह विधि हम आज इस पृष्ठ पर आपके साथ साझा कर रहे है|
  2. जलेबी बिना यीस्ट के, बेकिंग सोडा और बेकिंग पाउडर के साथ Jalebi without Yeast, with Baking soda and Baking powder – (35 मिनट)
  3. जलेबी बिना यीस्ट के, बिना बेकिंग सोडा और बिना बेकिंग पाउडर के Jalebi with no yeast, no baking soda and no Baking powder – (करीब 8 घंटे लगते है)
जलेबी को अंग्रेजी भाषा में स्वीटमीट (sweetmeats) कहते है|
जलेबी के ऊपर एक कहावत भी है हिंदी में – ‘जलेबी की तरह सीधा होना’
यह किसी चालक व्यक्ति के ऊपर व्यंग्य करने के लिए इस्तेमाल किया जाता है|
पनीर को पसंद करने वाले लोग पनीर जलेबी को भी पंसंद करते है| इसे चनार जलेबी या फिर छेना जलेबी के नाम से भी जाना जाता है|Chanar Jalebi (paneer Jalebi)
जलेबी बनाने में सबसे मुश्किल काम इसको तलते वक़्त इसका गोलाकार बनाना होता है| आप शायद पहली बार में बिलकुल सही आकार न दे पाए| यह बिलकुल सामान्य बात है | चिंता न करे, एक दो बार बनाने के बाद आपका हाथ साफ़ हो जायेगा और बेहतर आकार दे पाएंगे|
आप चाहे तो कोई भी आकार दे जलेबी को| लोग तो अपना नाम भी लिखना पसंद करते है|
हमने कोशिश करी है की आपके सवालों के जवाब रेसिपी के साथ ही दे| उम्मीद करते है की आप इसे घर पर बनायेंगे|
  समय
3 मिनट
पकाने का समय: 19 मिनट
तैयारी का समय:
पकाने का समय:
कुल समय:
उत्पाद:लगभग 20 जलेबी (छह लोगो के लिए)
पोषण और कैलोरी
सेवारत आकार (Serving Size)1 जलेबी (4 इंच चौड़ाई)
सेवारत इस विधि में20
कैलोरी एक सेवारत इस विधि में
230 कैलोरी
फैट (fat)8 ग्राम फैट

Ingredients:

सामग्री - झटपट जलेबी यीस्ट के साथ  Instant jalebi with yeast Ingredients
सामग्री – झटपट जलेबी यीस्ट के साथ
  1. 1 कप (1 कप = 240 मिली लीटर) मैदा (All Purpose Flour )
  2. 1 बड़ा चम्मच (Tbsp) बेसन (Gram Flour )
  3. 1/2 बड़ा चम्मच (Tbsp) कोर्न्फ्लौर (Cornflour)
  4. 1 चम्मच (Tsp) ड्राई यीस्ट (Dry Yeast)
  5. 1/4 कप (1 कप = 240 मिली लीटर) दही (Un-sweetened Yogurt)
  6. 2 कप (1 कप = 240 मिली लीटर) चीनी
  7. 1-1/4 कप (1 कप = 240 मिली लीटर) पानी
  8. उपयुक्त तेल (तलने के लिए – कढाई के आकार पर निर्भर है इसकी मात्रा)
  9. 1 बड़ा चम्मच (Tbsp) तेल (जलेबी का पेस्ट बनाने के लिए)
झटपट जलेबी - इसमें खमीर उठाने के लिए पूरी रात का समय नहीं चाहिए Instant Jalebi - This recipe does not need long fermentation time
झटपट जलेबी – इसमें खमीर उठाने के लिए पूरी रात का समय नहीं चाहिए

विधि

जलेबी का पेस्ट बनाये तैयारी का समय – 3 मिनट

  1. यीस्ट को पानी में घोल ले Dilute yeast in water
    यीस्ट को पानी में घोल ले
    जलेबी बनाने की प्रक्रिया को आरम्भ करे ¼ कप (1 कप = 240 मिली लीटर) हलके नीवाये पानी के साथ| इसमें यीस्ट मिलाए| अच्छी तरह हिलाए और 1 मिनट के लिए छोड़ दे घुलने के लिए|
  2. जलेबी की सामग्री को मिलाये Mixing Jalebi ingredients
    जलेबी की सामग्री को मिलाये
    एक बड़ा कटोरा ले| उसमे मैदा, बेसन, दही, कोर्न्फ्लौर और यीस्ट का मिश्रण डाले| अच्छी तरह मिलाए और कोशिश करे की इसमें कोई गाठ न रह जाए|
  3. हमें एक गाढ़ा मिश्रण बनाना है| थोड़ी-थोड़ी मात्रा मे (1/4 कप (1 कप = 240 मिली लीटर) ) पानी मिलाए और मिश्रण को मिलाये| यह इतना गाढ़ा होना चाहिए जिससे की हम इसे बोतल में डाल कर आसानी से टमाटर की चटनी की तरह बहार निकाल सके |
  4. जलेबी के मिश्रण में तेल मिलाये Add Oil to jalebi mix
    जलेबी के मिश्रण में तेल मिलाये
    जब आपको लगे कि मिश्रण गाढ़ा होने ही वाला है तब इसमें 1 बड़ा चम्मच (Tbsp) तेल डाले और मिलाते रहे|
  5. मिश्रण तैयार है| हमने कुल ½ कप (1 कप = 240 मिली लीटर) पानी इस्तेमाल किया है इसको बनाने के लिए| ¼ कप (1 कप = 240 मिली लीटर) पानी हमने मिलाया है और ¼ कप (1 कप = 240 मिली लीटर) जो यीस्ट के पेस्ट से मिला है|
  6. चलिए अब इस मिश्रण को 10 मिनट के लिए एक तरफ रख देते है| अब इस दौरान हम चाशनी (चीनी का घोल) बनायेंगे|

1 तार की चीनी की चाशनी बनाये पकाने का समय – 15 मिनट

  1. एक कड़ाई लेकर उसमे चीनी और 1.25 कप (1 कप = 240 मिली लीटर) पानी डाले|
  2. अगर आप चाशनी मे कुछ खुशबू चाहते है तो आप उसमे इलाइची पाउडर डाल सकते है| हम इसमें ½ चम्मच इलाइची पाउडर डाल रहे है|
  3. 1 मिनट के लिए इसे तेज आंच पर पकाए फिर इसे मध्यम आंच पर कर दे|
  4. चीनी 1 मिनट मे घुल जायेगी और इसे तब तक पकाना है जब तक इसमें एक तार नहीं बन जाता |इसमें 15 मिनट लगेंगे|
  5. चीनी का घोल बन रहा है| इसी बीच हम कढाई तैयार कर लेते है जलेबी तलने के लिए|

कढाई में तेल गरम करे और चाशनी पूरी करें तैयारी का समय – 2 मिनट

  1. जलेबी बनाने के लिए कड़ाई बीच में से चपटी और कम ऊंचाई की होनी चाहिए| कड़ाई मे तेल 50% ऊंचाई तक भरे| तेज आंच पर इसे 2 मिनट तक गर्म करे|
  2. चाशनी की 1 तार मापे Checking chashni string consistency
    चाशनी की 1 तार मापे
    चाशनी की 1 तार बन जाने पर चूल्हे को बिलकुल धीमी आंच पर कर दे|
    1 तार की चाशनी मापने के लिए: : 2 बूँद चाशनी को अपने अन्घूठे और ऊँगली के बीच रख कर खीचे|
    आपको एक तार बनता दिखाई देना चाहिए| अगर 1 तार दिखता है तो चाशनी तैयार है| अगर नहीं, तो 1-2 मिनट और पकने दे इसे|
  3. अगर चाशनी तैयार है तो इसे धीमी आंच पर कर दे| ऐसा करने से चाशनी गरम रहेगी और जलेबी को इसे सोच्खे में मदद मिलेगी|

जलेबी मिश्रण को जलेबी बनाने की बोतल में डाले तैयारी का समय – 1 मिनट

  1. आप चैन वाला बैग (zip lock plastic bag) या दूध की थैली इस्तेमाल मे ला सकते है, जलेबी का मिश्रण भरने के लिए| इसके अलावा जलेबी बनाने की छोटी बोतल (also called Jalebi maker bottles) भी इस्तेमाल मे ला सकते है|
  2. हमने एक छोटी बोतल भरी है (आप सॉस का डिस्पेंसर) इस्तेमाल मे ला सकते है जलेबी का मिश्रण भरने के लिए|
  3. अगर आपने चैन ताले वाला बैग लिया है या फिर दूध की थैली ली है तब आपको उसके एक कोने मे 5 mm का छेद करना है जलेबी का मिश्रण निकालने के लिए|
    हम बोतल इस्तेमाल करने का सुझाव देंगे चैन ताले वाला या ढूध की थैली बैग के मुकाबले|
    तलते वक़्त थैली फटने का खतरा रहता है|

जलेबी तले पकाने का समय – 3 मिनट

जलेबी तले Frying jalebi
जलेबी तले
  1. अपने हाथ को धीरे धीरे घुमाए और जलेबी मिश्रण को गर्म तेल मे डाले|
  2. पहली बार मे गोलाकार जलेबी थोड़ी मुश्किल से बनेगी| पर आप इसको तजुर्बे के साथ सीख जायेंगे|
  3. हाथ को इस तरह गोल घुमाये के हर नया गोला पिछले गोले से जुड़ जाए|
  4. इसे तलने दे जब तक यह सुनहरे रंग की न हो जाए| आपको इसे पलटना भी पड़ेगा दूसरी तरह से तलने के लिए| 1 जलेबी को पूरी तरह तलने में करीब 3 मिनट लगेंगे|

जलेबी को चश्मी में डाले पकाने का समय – 1 मिनट

जलेबी को चाशनी से बाहर निकाले Take out Jalebi from Chashni
जलेबी को चाशनी से बाहर निकाले
  1. अब जलेबी बाहर निकाले जब वह सुनहरे भूरे रंग की हो जाए और सीधा चीनी के घोल मे डाले|
  2. यह पक्का कर ले कि जलेबी चीनी के घोल मे अच्छी तरह डूब जाए जिससे जलेबी मे चाशनी अच्छी तरह चला जाए|
  3. 1 मिनट बाद अब जलेबी को चाशनी से बाहर निकाले| स्वादिष्ट और गरमा गर्म जलेबी तैयार है परोसने के लिए| इसी प्रकार आप बाकी के मिश्रण से जलेबी तैयार करले|

रख रखाव और परोसना

  1. जलेबी के ऊपर पिसते डालकर परोसे|
  2. जलेबी को 2-3 दिन तक रेफ्रीजिरेटर में रख सकते है| इसे दोबारा गरम करने के लिए माइक्रोवेव का इस्तेमाल करे| दोबारा न तले जलेबी को|
  3. क्या आप जलेबी के साथ आलू समोसा Aloo Samosa या गुलाब जामुन Gulab Jamun के साथ खाना चाहेंगे?
झटपट जलेबी बनाये कुछ ही मिनटों में Instant Jalebi can be made within 20 minutes
झटपट जलेबी बनाये कुछ ही मिनटों में

Samosha Banane ka tarika hindime

अक्सर हम बाहर से समोसे लाकर खाते हैं। यह खाने में बेहद स्वदिष्ट होते हैं और बरसात के दिनों में तो इन्हें खाने का मजा ही अलग है। पर क्या आप जानते हैं कि इन्हें घर में बनाना भी काफी आसान है। तो आईये आज समोसे बनाते हैं।

आवश्यक सामग्री:

समोसे का आटा बनाने के लिये-
  • मैदा - 250 ग्राम (2.1/2 कप)
  • घी -  60 ग्राम ( 1/4 कप से थोड़ा सा अधिक)
  • नमक - स्वादानुसार (आधा छोटी चम्मच)
समोसे में भरने की पिठ्ठी बनाने के लिये-
  • आलू - 400 ग्राम (3-4)
  • हरे मटर के दाने - आधा कप (यदि आप चाहें तो)
  • काजू - 12-15 (यदि आप चाहें)
  • किशमिश - 25 -30 (यदि आप चाहें तो)
  • हरी मिर्च - 2-3 बारीक कतरी हुई
  • अदरक - 2 इंच लम्बा टुकड़ा (कद्दूकस किया हुआ)
  • हरा धनिया - एक टेबल स्पून (बारीक कतरा हुआ)
  • धनिया पाउडर - 2 छोटी चम्मच
  • गरम मसाला - एक चौथाई छोटी चम्मच
  • अमचूर पाउडर - एक चौथाई छोटी चम्मच
  • नमक - स्वादानुसार
  • तलने के लिये तेल

विधि:

एक तरफ आलू को उबलने रख दें और दूसरी तरफ मैदा में तेल और नमक डालकर उसे अच्छे से मिलाएं। अब इसमें थोड़ा गुनगुना पानी डालकर थोड़ा सख्त आटा गूंथ लें और फिर उसे 15 - 20 मिनट सैट होने के लिये रख दें।
समोसे में भरने के लिये पिठ्ठी-
उबले हुए आलुओं को छीलकर हाथ से बारीक तोड़ लें और उसमें, मटर, नमक, हरी मिर्च, हरा धनिया, अदरक, धनिया पाउडर, गरम मसाला, अमचूर पाउडर, किशमिश और काजू डालकर अच्छे से मिला लें।
पिठ्ठी को भून कर भी बनाया जा सकता है:
एक कढ़ाई में एक टेबल स्पून तेल डालकर गरम करें और उसमें धनिया पाउडर, हरी मिर्च व अदरक डाल कर भूनें। फिर इसमें आलू, मटर, गरम मसाला, नमक और अमचूर पाउडर डालकर कलछी से चलाएं और जब सारा मसाला अच्छी तरह भून जाए तो गैस बन्द कर दें। फिर इसे उतार कर ठंडा करें और काजू किशमिश मिला दें। समोसे की पिठ्ठी तैयार है।
अब पहले से गूंथे हुए आटे के दस बराबर आकार के गोले बना लें। एक गोला लेकर बेलन से करीब 8 - 10 इंच के व्यास का बेल लें। बेली हुई पूरी थोड़ी मोटी ही रखें।

इस बेली हुई पूरी को चाकू से दो बराबर के भागों में काट लें और एक भाग को तिकोना बनाते हुये मोड़ें(तिकोन बनाते समय दोनों सिरे पानी से अवश्य चिपकाएं)।

फिर इस तिकोन में आलू की पिट्ठी भरें और उसके बाद, पीछे के किनारे में एक प्लेट डाल दें। ऊपर के दोनों किनारों को पानी की सहायता से चिपका दें और देखें कि समोसे का आकार सही है या नहीं। इसी तरह से सारे समोसे तैयार कर लें।
इन्हें तलने के लिये कढ़ाई में तेल डालकर गर्म करें और उसमें 3-4 समोसे डालें और ब्राउन होने तक तलें (समोसे तलते समय गैस मध्यम आँच पर ही रखें)। कढ़ाई से समोसे निकाल कर पेपर नैपकिन लगी प्लेट पर रख लें। सभी समोसों को इसी तरह तल कर निकाल लें। गरमा-गरम समोसे तैयार हैं।
अब इन्हें हरे धनिये की चटनी और मीठी चटनी के साथ परोस कर खाएं।hindimejankari.in

website ko design karna hindi me jankari

Website Ko Design Kaise Karte Hai Or Kis Tarah Ka template Use Kare
 hindimejankari.in
Blog to hum bahut mehat se banate hai us par aache aache artical daal kar publish karte hai,uske wajud humare blog par visitor nahi aate.Kyu ki hum usko sahi se design nahi kar pate.Free me website banaye

Aaj hum webpage ko design karna sikhege


Apne blog ka template change kare.

Template Tip's

1.Mobile Friendly - Template mobile friendly hona jaruri hai.Bahut se visitor mobile use karte hai.Jo koi mobile se aapki site ko open kare to wo sahi se kaam kare.


2.Seo Friendly - Search enging ka tarika badalta rahta hai is lie jaruri hai ki seo friendly template ki taki google search engin me humara template search me aaye.

3.Fast Loading - Aapka template fast load hona chahiye taki visitor baar baar apne site par aaye.

Template kaha se download kare

Google search me ja kar type kare mobile friendly template bahut se site open hoge aap koi bhi apne pasand ka template use kar sakte hai.Ye kuch site hai.
Template Upload Kaise Kare
Blogger.com par login karke dashboard par jaye.


1.      Template select kare.
2.     Backup/Restore select kare.
Ek popu page open hoga



Description: hindimejankari.in

1.     Download full template select karke pahele apna purana template download karle.
2.     Choose file me ja kar template select kare.(template ki file .xml me hoti hai)
3.     Upload karde.

Ab aap ka template download ho gya hai.

Note:template download karne se pahele zip file download karle Zip file

Sunday, 28 February 2016


Computer Me Whatsapp Kaise Use (Chalate) Karte hai hindime jankari www.hindimejankari.in

Mai Omprakash Varma Aap ko bataunga Whatsapp ko kaise pc mai chalaye

Dosto whatsapp aaj har ek ke mobile me use hone lag gaya hai. lagbhag har wo aadmi jiske pas mobile hai whatsapp chalata hai. bahut se log apne mobile me 2 whatsaap bhi use karte hai. iske bare me maine pichli post me btaya bhi hai. agar aap bhi apne mobile me 2 whatsapp use karna chahate ho to yaha click kare:-  Apne Android Phone Me 2 Whatsapp Kaise Use Kare. aaj mai aapko btaunga ki compuer me whatsapp kaise use karte hai.
computer me whatsapp kaise chalaye

Computer Me Whatsapp Chalane Ke Liye Kya Kya Hona Chahiye?

1 computer me whatsapp use karne ke liye aapke pas 2 chezz hona jaruri hai.
1. Whatsapp
2. Bluestacks
1. Whatsapp
Moblie me aap jo Whatsapp use karte ho bas  wohi aapko chhiye. agar aapke pas whatsapp nahi hai to pahle yaha click kar ke whatsapp dounload kar le.
Whatsapp download karne ke liye yaha click kare
2. BluseStacks
ye ek aysa software hai jise hum apne pc me install kar ke android mobile ke software use kar sakte hai. pahle to ise sirf game khelne ke liye banaya gaya tha par isse hum android phone ke dusre sofware bhi use kar sakte hai jaise:- google+ . facebook , twitter, etc. iski madad se hum pc me game bhi khel sakte hai.

Computer Me Whatsapp Kaise  Use (install) Karte Hai?

1. sabse pahle aap BlueStacks ko download kare. aap yaha par click karke bluestacks ko download kar sakte hai.  Bluestacks ko download karne ke liye yaha par click kare
2. Bluestacks software download karne ke bad ise apne pc laptop me install kare.

3. ab aap apne pc ke file manager me ja kar wo folder khole jisme aapke adroid support ke software hai.  wo is tarah se dikhenge. sabhi ke samne bluestacks ka icon hoga.
bluestacks apps

4. ab aap whatsapp ko apne pc me install kare. install karne ke bad bluestacks ko software ko open kare. isme aapke dyara install kiye gaye sare software honge is tarah.
1.   yaha Whatsapp par click kare.
installed whatsapp
5. Agree and Continue par click kare.
click agree and continue
6. ab aapko apne country or mobile no. dalne hai . mobile no. wohi dale jo aap use karna chahate ho.
whatsapp in pc

1. aap jis country ke ho wo select kare.
2. aapko jis mobile no. se pc me whatsapp chalana hai. wo enter kare.
3. ab OK par click kare.
7. Ok par click kar ke thoda wait kare. thodi der bad aapke no. par ek msg aayega usme 6 no. ke code honge aapko wo code dal kar verify karne hai.







8.  Code dalne ke bad apna naam bhar le or continue par click kare.
Ab aapke pc me Whatsapp complitly start ho chuka hai. ab aap aasani se computer me whatsapp use kar sakte ho. isi taraha aap baki softwares ko bhi pc me install kar sakte. android games ko pc me chala sakte hai

hindimejankari.in blog mai post likhne ki jankari

Blog (website) Main Post Likhne Ki Hindime Jankari

hindimejankari.in

    Hello, friends
           Iss Article mei Ham janenge ki Apne Blog Mei first post kaise likhe .

Jab ham blog bana lete hai toh uske baad problem hoti hai blog ko design karne ki . aor blog mei post likhne ki. Lekin mai aapko bata du ki blog ko toh ham design karte.
 

hindimejankari.in Facebook id kaise banaye

Facebook ek social networking website hai jo ki is time bahot jada Popular aati. facebook par hazaro-lakho Accounts daily Banaye jaate hai. Iski jariye hum apne Friends, Relatives & Classmates se jude reh sakte hai.
apni feelings Sabke sath share kar sakte hai.



Facebook pe account kaise Banate hai:-

  1. Sabse pehle www.facebook.com par jaaye
  2. Uske Baad waha par Create New Account par click karde.
  3. Ab aapke saamne ye page khulega..


Tuesday, 23 February 2016

Internet se business

                                              www.businessidia.blogspot.com

BLOGGERInternet se Paise Kaise Kamaye 10 papular tarike
Internet se Paise Kaise Kamaye 10 papular tarike63 Comments
Internet se Paise Kaise Kamaye 10 papular tarike 

Aa bhi janna chate hoge ki Paise Kaise Kamaye. Aap sahi jagah par aaye he. Bohot log pareshan ho jate he apnejob se, sochte he boss giri me jine se achha he, khud ka kuch paise kamane ka taria ho, Aaj hum aapko online kmai krne ke kuch popular trike btane ja rhe hai. Bano apna khud ka boss. No Bossgiri. Kamao Paisa ghar baith ke., Chalo Jante he Ki Paise Kaise Kamaye

Paise Kaise Kamaye
self publish book- agar apko lekhn se pyar hai toh kai site paise dekr online book likhwane se lekr uski royalty se kmai krne ka mauka deti hai. Iski bikri pr lekhk ko 70% royalty milti hai. Site or self publish book ki jankari k liye https://kdp.amazon.com/ is link pr click kre.


Photo bechkr kre kmai- dunia bhr mai www.shutterstock.com,www.shutterpoint.com or www. istockphoto.com jaisi kai website photo khridkr uska bhuktan krti hain. Ismai site k member ko site pr submite krna hota hai. Phir uske baad site ki policy ke anusar aap 15 se 85 % tak royalty pa skte hain.


Online work-www.odesk.com or www.elance.com. jaisi site online kmai ke mamle main dunia bhr main famous sites main bhi sameel hai. En dono sites main sabse pahle apko test dekr khud ko site k liye useful show krna pdta hai. Ek baar register hone k baad aap site alag alag kaam ke liye members ko contract or freelancer ke roop main hayr krti hai.


Google adsense – google aad sense ke jariye aap blog pr vigyapan bhi lga skti hain, jisse kuch kmai ka jariya bn skta hai. Google ki sewa adsense ke through diye jar he vigyapan ko apne blog pr lgaye. Yeh apko har us click k liye bhuktaan krega jo aapke blog pr dikhaye gaye vigyapan pr hoga.


Google adsense aapko kai trh ke vigyapan deta hai jaise video, photo, text, benar etc. aap inmai se apne liye behtr vigyapan chune aur apne blog pr lgaye. Chitika bhi isis type ka netwrok he. Janiye Chitika Se Kaise Paise Kamaye


Paise Kaise Kamaye E-twiter Se– www.tutorvista.com or www.2tion.net jaisi sites important hain. User aisi hi sites pr khud ko register kr kuch hours pdhakr jayda kmaikr skta hai.
Paise Kaise Kamaye Youtube Se  :- youtube partner program main sameel hone ke liye users ko sbse phle www.youtube.com/creators/partner.html pr jakr youtube partner program eke liye apply krna hoga. Youtube ki technical kmeti originality or quality ko test kregi. Iske baad video pr milne wale add ka part users ko diya jayega.


Buy sale add se Paise Kaise Kamaye– ye bhi ek online marketing ke jriya hai. Iske jriye sidhe add sale kiye ja skte hain.


Blogging se Paise Kaise Kamaye : – Aapke blog ko diye gaye add ke apps main yeh apni kmision lete hain. Iske add owner se aapka sidha contact nhi hota.


Paid reviews se Paise Kaise Kamaye– software and etc product ke liye review likhna. Agar lekhn main aapki capacity best hain toh iske jariye aap kmai kr skte hain.


Apps ka business se Paise Kaise Kamaye–smartphone aur tablet ke liye lakho application ban aur bik rahi hai app banane ke baad 30-100 dollar ki salana fees chukka kar aap google ,apple,Microsoft ke windows store pr registration kara sakte hai
10. Online purane saman sell kar ke kamai –isme aap apne gher me rakhe purane samano ko online bechakar kamai kr sakte hai .iske sahare purane samano ki photo www.olx.in, www.quickr.com aur  craigslist.co.in jaisi kayi sito pr update kar bechne se kamai kr sakte hai .


Blogging se Paise Kamao – ab bohot log blogging kshetra me aa rahe he, Blogging yane apni  website bana ke us website par kuch helpful knowledge share karna, aur usse paisa kamane. Janiye Blogging se kaise Paise Kama Sakte hai


Tags: Internet se Paise Kaise Kamaye, Internet Se Paise Kamane Ke Tarike, FreeLancer se piase kamaye, Ghar Baithe Paise kamaye, ईनटरनेट से पैसे कैसे कमाऐ

Sunday, 21 February 2016

hindi me jankari

main omprakash varma  jyada jankari ke liye www.businessidia.blogspot.com par jaye
hindimejankari




Jab maine blogging start ki to mujhe ek best blogger se pata chala ki post likhne ka tarika acha hoga to public aapko apne aap search karegi. mai is bat se 100% agree hu. actully blog ki traffic humare talent par sabse jada depend karta hai. humari post likhne ki style jitni best hogi log hume utna jada like karenge.
In sab se alag important point ki blog traffic increase karna only blogger ke talend par depend nahi hai. balki hume kuch ayse tarike bhi follow karne chahiye. jisse humare bare me un logo ko bhi pata chale jo search karna kam pasand karte hai. blogger ke talend ke bad dusra sabse bada way social network hai. jis par hum apne friens and friend’s friens ke sath apne aapko show kar sakte hai. yakeen maniye aap me kuch acha hoga to log aapko jarur like karenge.

Blog Ki Traffic Badhane Ke 50 Badhiya Tarike

Is post me hum bat karenge ayse ways ke bare me jinke bare me new blogger ko shayad hi jankari ho. i hope old blogger ke liye bhi ye tips helpful ho sakti hai. agar aap mujhse ek shabd me blog ki traffic drive karne ka jawab sunna chahe to mera jawab hoga “Social Networking” kyuki social media par ayse log bahut jada hote hai jo sirf facebook ,twitter, whatsapp tak hi simit hai. or unhi par career banane ka sapna dekhte hai. in your case aapke blogging dusre topic par hone se social media se kitna traffic milega. ye aapki social network field par depend karta hai. to chaliye aage bat karte hai blog ki traffic badhane ke 50 best tarike ke bare me.

1. Blogger Talent

Blog ki traffic badhane me blog owner ka talent kitna important hai. mai aapko iske bare me upar pahle se bta chuka hu. ye no.1 way hai. agar aap isme 80% bhi success hai to aap ek din success blogger ban sakte hai.

2. Post Quality

post aysi honi chahiye jisse audiense ko lage ki aap ek ache ideal ho. jis se audiense aapke nakshe kadam par chalna chahe. uske andar aapke jaisa banna ki bhavna paida ho. use lage ki aap behtar ho, logo se alag ho. aapko follow kkarna visitors pasand karne lage. iske liye aap post ko is type se likhe ki jaise aap aamne samne audiense se bat kar rahe ho.

3. Guest Post

Guest post ek acha ways hai blog ki traffic badhane ka, isse aapko backlinks milte hai sath hi logo se aapki pahchan badhegi. aap kisi success blogger ke blog par apni site ke bare me guest post kar sakte hai. ye ek bahut hi acha idea hai. jisse ek sath kei sidhiya chadne ka mouka milta hai.

4. Search engines

Google persent me sabse jada populer search engine hai. lagbhag 90% peoples google par hi search karte hai. agar aap google search engine se site ko submit karne me success hote hai to akela google aapko 40% traffic dega. apni site ka SEO optimize ke liye humari site ki baki SEO se related post pade. Google, bing, yahho, ask and other search engine se site ko submit karne ke liye yaha click kare.  Agar aap wordpress user hai to yoast seo plugin use kare.

5. Comment on Other Blog

Commenting ek free tarika hai backlinks pane ka agar aap dusre blog par achi comment karte hai to us site ko aapka backlinks jarur milega. backlinks pane ke liye comment kis tarah karni chahiye uski jankari is post me hai. Blog Ke Liye Comments Kyu Jaruri Hote Hai

6. List Post

“top 10” “top 20” “top 100” post list ki post share kare. yani apne blog ki weekly, monthly, yearly posts ki list bana kar share kare jisse aapke visitors ko sari jankari ek jagah mil jaye. apne blog ki old posts ko visitors tak pahuchane ka ye sabse acha tarika hai.

7. Wright Related Posts

20-50 days me aysi post share kare jisme kisi ek subject par posts ki list ho, jaise aap blogging par post karte ho to ek niymit antral me blogging se related posts ki list share kare. isse new blogger ko aapki site ki sabhi post ek jagah search karne me aasani hogi.

8. Link to Post

New post likhte time post me related link add kare. jisse audiense aapki site ki dusri posts bhi pad sake. isse user ye soch kar bhi post ko open karta hai ki isme mere kaam ki koi or bhi post mil sakti hai. har success blogger is tips ko follow karte hai. in my case aap meri sabhi posts me other post ka link dekh sakte ho.

9. Traffic tips

aap kisi bhi topic par post karte ho isse fark nahi padta, “Blog ki traffic kaise badhaye” ye question new blogger sabse jada search karte hai. so aap apne blog par blog ki traffic badhane se sambandhit post share kare. in my case maine ek bar blog ki traffic se related ek choti si post ki thi use ek day me itne views mile jitne mere ghanto mehanat se likhi posts par bhi nahi milte.

10. Start Emailing Services

Old visitors ko fir se site par invite karne ka sabse acha tarika hai email marketing isse aapki new post ki notification old user tak pahuchti hai. or wo fir se aapki site par aa jate hai. email delivery me Feedburner free or sabse better service deta hai.

11.  Add image in post

Media blog ki traffic badhane me 40% help karta hai. blog ki har post me 1-2 images jarur add kare. search engine images ko post se bhi jada support karte hai. post me photos add karte waqt photo ka name or description jarur add kare. jisse search engine samajh sake ki image kis bare me hai.

12. Create Blog Page

Blog ke name se facebook, google plus, twitter par page banaye or new post us par share kare. isse social media par active log aapki site par aa sakte hai. sath hi unhe aapki new post ki jankari bhi page ke throw milti rahegi.

13. Create Video

Blog ki post ke bare me details se bta kar video banaye or use blog post me add kare. jisse video ke throw audience aapko follow kar sake.

14. Social Share Button in Post

Blog ki har post ke niche Social share button add kare. isse visitors ko aapki posr pasand aayegi to we post ko share kar sakte hai. ye tricks bahut important hai. agar aap ise ignore karte ho aapko social media se aane wale visitors me se 20% visitors ko bhulana padega.

15. Flating Share Button

Blog ki left ya right side me floating share button add kare. ye post ke niche share button se jada better hai. post padte time visitors ki nazar me rahta hai.

16. Ask to Sharing

Post ke end me visitors se post ko share karne ke liye kahe. agar visitors aaki post achi lagegi to wo aapki help jarur karenge. sath hi post me apni social id ka link bhi add kare jisse user aapko social media par follow kar sake.

17. Create About Auther Page

site par apne bare me details se btaya hua page banaye. isse visitors aapse impress honge. unhe aapke bare me jankar ye ahsas rahega ki wo kis ki post padte hai. or aap kis bare me unki help kar rahe hai or aage bhi karne wale hai.

18. Advertise Your Blog on Google Adwords

Agar aap blog ki traffic badhane ke liye pay kar sakte hai to google adwords par apni site ka ads bana kar apni site ka promotion kara sakte hai. ye paid service hai but jaldi traffic badhane me help karta hai.

19.  Advertise Your Blog on Facebook

adwords ki tarah hi aap facebook par bhi apni site ka ads dikha sakte hai. but ye bhi adwords ki tarah paid hai. aapko facebook par ads dikhane ke liye payment karna padega.

20.  Advertise Your Blog on Local TV NEws Channel

agar aapke aas pas koi local TV channel hai to aap us par bhi apni site ka ads de kar promotion kar sakte hai. iske liye aapko apne blog par 100-500 post karni hogi. ske bad hi kisi channel par apne blog ka ads de.

21.  Advertise Your Blog on Local Television Station

aap najdiki kisi tv station par apni site ke bare me news ads dila sakte hai. isme jada paise bhi nahi lagte. aap apne kisi pahchan wale ki help se ye kaam saste me karwa sakte hao.

22. Always Use Tags inPosts

post likhte time tags jarur use kare. search engine ko isse aapki post ko samajhne me aasani hoti hai. sath hi visitors ko bhi tags se related post padna easy ho jata hai.

23. Wright a Post Features

future me aap kya karne wale hai or aapke aane wale time me kya kya plans hai iske bare me ek post kare. jis se audiense ko aapki next activity ka pata rahe. or wo iski ummid se aapse ache rishte banane ki koshish kare.

24. Question-Answer Forum

Apne blog par ek sawal jawab forum banaye. jis se visitors aapse direct sawal puch sake. isse visitors fir se aapki site par aayenge. or dusro ko bhi btayenge ki unhe aapki site par help mil sakti hai.

25. Contact Other Success Blogger

Internet par bahut se blogger active hai. aapko jiska bhi talent acha lage. usse blog ki traffic badhane ke bare me help le sakte ho. isse aapo bahut kuch sikhne ko milega.

26. Advice Other Blogger

apne blog ke bare me dusre blogger se advice le ki aapka blog kaisa hai or aapka post likhne ka tarika kaisa hai. wo aapko jo bhi salah de. uske bare me soche or aapko jo acha lage wo change kare.

27. Connect Google News

Google news par apni site ki post or comment karte rahe. lagbhag har internet user online news padta hai. isse aapko backlinks milega. or aapki site par news post se visitors bhi aa sakte hai.

28. Choose Most Keyboard

Blog post me important keyboard add kare. search engine un keyboard ko jada support karta hai jo internet par populer ho. post title me 1-2 keyboard jarur hone chahiye.

29. Write Post in Relation

Populer celebrities ke birth day ya most people ki jayanti par jaise “Mahatma ghandhi’s 10 ideal” par post kare. ayse time par user unke bare me jada search karte hai. jisse wo aapki post bhi pad sakte hai. or unhe aapki site ka pata chal jata hai.

30. Great Post Title

ayse topic par post karte rahe jo intewrnet par viral ho. jaise make money, blogging, paise kamane ka tarika internet par kafi viral topic hai. aap ayse topic par weekly post karte rahe. jisse search engine se aapko acha traffic mil sake.

31. Do Something That Has Never Been Done

Blog par aysi post kare jo pahle kabhi na ki gayi hai. kuch na kuch aysa kare jo pahle kabhi na hua ho. aysi jankari dekh kar visitors use sabse jada padna pasand karte hai. kyuki har koi kuch ajeeb karna chahata hai.

32. Plz Don’t Read This

Apne blog par ek do aysi post kare jisme plz don’t read this ka msg ho. kyuki log ayse messages ka jarur padte hai. jis par jane se mana kiya gaya ho. log us par jana jada pasand karte hai.

33. Submit Blog Niche Social News

Blog ko sphinn or bizsugar jaisi social news sites se submit kare. jisse aapko unse backlinks mil sake. or social news site aapko kuch visitors de sake.

34. Fast Reply

Puranevisitors ko wapis site par aane ke liye fast reply sabse acha tarika hai. agar aap visitors ko jaldi jawab doge to wo fir se aapki site par aana pasand karenge. or apne dosto ko bhi aapki site ke bare me btayenge.

35. Create Product

snapdeel, amazon jaisi bahut si sites hai. jin par online shoaping ki jati hai. in sites par old product bhi saste damo par sell kiye jate hai. mai aapse kahna chahunga ki aap ek product ads banaye or usme contact ki jagah apni site ka link dal kar in sites par share kar de.

36. Alexa

alexa amazon ki service hai jis par aap apni site ki ranking ke sath sath apne blog ki ranking ko increase kar sakte hai. jo aapko kafi ache sites ke backlinks deta hai. but yad rahe alexa is paid service.

37. Submit Blog Post To Digg

kis type ki post kitni populer hoti hai. digg se blog submit karne ke bad aapko is ke bare me janne me help milti hai.
isme aap jan sakte hai ki aapko kis ke bare me post karni chahiye.

38. Say Your Friends to Share Your Blog

aapke 10-20-50-100 jitne bhi friends hai. unhe aapki blog ko share karne ke liye kahe. isse aapko kam se kam 10% blog traffic badhane me help milegi.

39. Interview to Big Blogger

apne se bade blogger ke sath blogging ke bare me bat kare. uski bato se aapko kafi kuch sikhne ko milega. or aap apne blog par kuch new kar sakoge. yakeen maniye aapse kam janne wala bhi aapko aysi trick bta sakta hai. jiske bare me aap soch bhi nahi sakte.

40. Post on Most Festival

India me wese bhi sabse jada tyohar aate hai. aap inki help se bhi blog ki traffic badha sakte ho. festival time se pahle uske bare me post kare. us tyohar se judi kuch bate share kare. is time par us tyohar se related jankari internet par share ki jati hai. isse aapki post bhi logo ko search engine me mil sakti hai. or ayse logo ko aapki site ka pata chalega jo iske bare me janna chahate hai.

41. Sure Your Email Service is Active

Lagbhag 40% blogger e ye galti hoti hai. wo blog ko email marketing se connect kar is bat par dhyan nahi dete ki unki new post ki jankari visitors tak ja rahi hai ya nahi. jisse hume 20% se jada traffic ghatne ka nkshan uthana padta hai. so aap check kar le ki aapki post ki notification aapki visitors tak pahuch rahi hai ya nahi.

42. Translate Friendly Post

Posting ki wrighting aysi honi chahiye jise dusri language me translate kar ke bhi aasani se pada ja sake. jaise aap hindi blogger hai to aapko sirf india se hi jada visitors milenge. but agar aapki post wrighting translate able hogi to aap other countries se bhi visitors pa sakte hai.

43. Many Domains

Main domain ke sath aap koi short domain register karke use apne blog me add kar sakte ho. jisse visitors ko aapki site par aane me aasani ho. ek bar aapki site fomus ho jaye fir other domain ki jarurat nahi padegi.

44. Add Useful Tool

Blog me hindi typing tool, SEO tool and other tools add kare. ye aapke blog ko or jada links deti hai. jisse aap 20% se jada blog ki traffic badha sakte ho.

45. Guest Post on Your Blog

jab aapke blog par 200-300 posts ho jaye or ache visitors aane lag jaye to aap bhi apne blog par guest post service start kar sakte hai. is se aapko post or backlinks ke sath sath other blogger ka sath bhi milega.

46. Continue Blogging

apne visitors ke sath jude rahne ke liye continue blogging kare. or apne visitors ke sawalo ke jawab de kar unki help bhi karte rahe. jisse wo aapki blog se regular connect rahenge.

47. Make Custom Design

apne blog ki alag pahchan banane ke liye blog ko sabse alag tarah se design kare. jise visitors ko aapke blog ko dekhne bhar se pata chal jaye ki ye aapka blog hai. or wo aapko sabse alag samajhe. isme aap kisi blog designer ki help le sakte hai.

post publish karne ke bad use reddit par share kare. reddit par aap apni sire ke posts ka celection bana sakte ho. jisse aapki blog ki post ki search engine me achi ranking hogi. or reddit ke throw visitors aapki site par aa sakenge.

49.  Advertise Your Blog on Local News Paper

apne blog ki traffic badhane ke liye aap kisi local news paper par blog ka ads de kar help le sakte hai. agar aap high payment larne me able hai to aap foumus news paper par bhi apni site ka ads de sakte ho.

50. Create a Twitter Account

twitter aaj facebbok ki tarah populer networking site hai. facebook to har koi use karta hai. but twitter par bhi account banaye or apne blog ki new post twitter par share kare.

51. Create Mobile Apps

ye bat aap bhi jante hai ki 60% visitors mobile use karte hai. agar unhe aapki site ka apps mil jaye to kitna acha rahe. jise wo apne phone me install kar le. isse wo day me ek do bar aapki site ko jarur open karenge.

52. Make Fast Loading Blog

Ye trick mujhe aapko pahle hi bta deni chahiye thi. kyuki har koi fast loading site ko pasand karta hai. site ki speed slow hogi to koi bhi aapki site par aana pasand nahi karega. so blog me fast loading template hi use kare. blog ki better loading speed 10 second se kam honi chahiye.

Wednesday, 17 February 2016

www.hindimejankari.in

Mai Aaj Yah Blog Sirf Un Logo Ke Liye Start Kar Raha Hu Jo Internet Se Paisa Kaise Kamaya Jaye Janna… Translated To Hindi

English

Mai aaj yah blog sirf un logo ke liye start kar raha hu jo internet se paisa kaise kamaya jaye janna chahte ho. Mai khud internet pe daily 2-4 hours kaam karta hu or mujeh 10,000 se 25,000 Rs. per month milte hai. Bahut log yah sochte hai ki agar daily 2-4 hours kaam karke itne saare paise milte hote toh sab log kyun is kaam ko nahi karte. Dosto yah kaam aap jitna saral samjte ho yah utna hi muskil kaam hai kyunki internet pe aisi bahut sari websites hai jo hum jaise logo ko bewkuf banati hai. Isliye bahut saare log ise nahi kar pate. Dosto mai aaj se aap sabko yah sikhunga ki internet se paise kaise kamaye jaye wah bhi sirf daily 2-4 hours kaam karke...... So first of all I telling you my history about How I make money from internet. So Are you ready for that.....

Hindi

1. 11 th


Other Translations

Alternate translations provided by Translate.com us
3. माई आज yah ब्लॉग sirf संयुक्त राष्ट्र लोगो के लिये शुरू कर राहा हू जो इंटरनेट एसई पैसा कैसे kamaya जाये janna खास ho. माई खुद इंटरनेट पे दैनिक 2-4 घंटे kaam ने हू या mujeh 10000 एसई 25000 रू प्रति माह milte हाई। Bahut लॉग yah sochte हाई ki अग्रवाल दैनिक 2-4 घंटे kaam करके itne saare पैसे milte hote toh सब लॉग क्यूँ kaam ko नही करते है। Dosto yah kaam आप jitna ओवरहॉल samjte हो yah utna हाय muskil kaam हाई kyunki इंटरनेट पे तो ऐसी bahut साड़ी वेबसाइट है जो हम जैसे लोगो ko bewkuf banati हाई। Isliye bahut saare लॉग ise नही कर खोपड़ी। Dosto माई आज एसई आप sabko yah sikhunga ki इंटरनेट एसई पैसे कैसे kamaye जाये वाह वाह भी तो sirf दैनिक 2-4 घंटे kaam करके... सब से पहले तो मैं आपको मेरे इतिहास के बारे में मैं कैसे इंटरनेट से पैसा बनाने बता रहा। तो तुम उस के लिए तैया

Internet se paise kamane ke 10 tarike hindimejankari.in

hindimejankari.in






Internet se Paise Kaise
Kamaye 10 papular tarike

hindimejankari.in


Internet se Paise Kaise Kamaye 10 papular tarike 



Aa bhi janna chate hoge ki Paise Kaise Kamaye. Aap sahi jagah par aaye he. Bohot log pareshan ho jate he apnejob se, sochte he boss giri me jine se achha he, khud ka kuch paise kamane ka taria ho, Aaj hum aapko online kmai krne ke kuch popular trike btane ja rhe hai. Bano apna khud ka boss. No Bossgiri. Kamao Paisa ghar baith ke., Chalo Jante he Ki Paise Kaise Kamaye
Paise Kaise Kamaye
Paise Kaise Kamaye
  • self publish book- agar apko lekhn se pyar hai toh kai site paise dekr online book likhwane se lekr uski royalty se kmai krne ka mauka deti hai. Iski bikri pr lekhk ko 70% royalty milti hai. Site or self publish book ki jankari k liye https://kdp.amazon.com/ is link pr click kre.

  • Photo bechkr kre kmai- dunia bhr mai www.shutterstock.com,www.shutterpoint.com or www. istockphoto.com jaisi kai website photo khridkr uska bhuktan krti hain. Ismai site k member ko site pr submite krna hota hai. Phir uske baad site ki policy ke anusar aap 15 se 85 % tak royalty pa skte hain.

  • Online work-www.odesk.com or www.elance.com. jaisi site online kmai ke mamle main dunia bhr main famous sites main bhi sameel hai. En dono sites main sabse pahle apko test dekr khud ko site k liye useful show krna pdta hai. Ek baar register hone k baad aap site alag alag kaam ke liye members ko contract or freelancer ke roop main hayr krti hai.

  • Google adsense – google aad sense ke jariye aap blog pr vigyapan bhi lga skti hain, jisse kuch kmai ka jariya bn skta hai. Google ki sewa adsense ke through diye jar he vigyapan ko apne blog pr lgaye. Yeh apko har us click k liye bhuktaan krega jo aapke blog pr dikhaye gaye vigyapan pr hoga.

  • Google adsense aapko kai trh ke vigyapan deta hai jaise video, photo, text, benar etc. aap inmai se apne liye behtr vigyapan chune aur apne blog pr lgaye. Chitika bhi isis type ka netwrok he. Janiye Chitika Se Kaise Paise Kamaye

  • Paise Kaise Kamaye E-twiter Sewww.tutorvista.com or www.2tion.net jaisi sites important hain. User aisi hi sites pr khud ko register kr kuch hours pdhakr jayda kmaikr skta hai.

  • Paise Kaise Kamaye Youtube Se  :- youtube partner program main sameel hone ke liye users ko sbse phle www.youtube.com/creators/partner.html pr jakr youtube partner program eke liye apply krna hoga. Youtube ki technical kmeti originality or quality ko test kregi. Iske baad video pr milne wale add ka part users ko diya jayega.

  • Buy sale add se Paise Kaise Kamaye– ye bhi ek online marketing ke jriya hai. Iske jriye sidhe add sale kiye ja skte hain.

  • Blogging se Paise Kaise Kamaye : – Aapke blog ko diye gaye add ke apps main yeh apni kmision lete hain. Iske add owner se aapka sidha contact nhi hota.

  • Paid reviews se Paise Kaise Kamaye– software and etc product ke liye review likhna. Agar lekhn main aapki capacity best hain toh iske jariye aap kmai kr skte hain.

  • Apps ka business se Paise Kaise Kamaye–smartphone aur tablet ke liye lakho application ban aur bik rahi hai app banane ke baad 30-100 dollar ki salana fees chukka kar aap google ,apple,Microsoft ke windows store pr registration kara sakte hai
    10. Online purane saman sell kar ke kamai –isme aap apne gher me rakhe purane samano ko online bechakar kamai kr sakte hai .iske sahare purane samano ki photo www.olx.in, www.quickr.com aur  craigslist.co.in jaisi kayi sito pr update kar bechne se kamai kr sakte hai .

    • Blogging se Paise Kamao – ab bohot log blogging kshetra me aa rahe he, Blogging yane apni  website bana ke us website par kuch helpful knowledge share karna, aur usse paisa kamane. Janiye Blogging se kaise Paise Kama Sakte hai

Tags: Internet se Paise Kaise Kamaye, Internet Se Paise Kamane Ke Tarike, FreeLancer se piase kamaye, Ghar Baithe Paise kamaye, ईनटरनेट से पैसे कैसे कमाऐ

Tuesday, 16 February 2016

Mai omprakash varma bharatpur rajasthan se hoo mai aapko business kbare m kuchh tricks dena chahta hoo. Dyan se sanjhana dosto ki baiseto hamari jindgi m chhoto moti naukari se sirf paribaar k paln posan bhi thhik dang se nahi kar pate h . To mai aapko kuchh aisa batane j raha hoo ki aap mujhe kabhi bhula nahi payoge












Aap har din 3000 aw lwkar 50000 tak kama sakte h , to dosto mai batana chahuga aapko
Ki paise kamane ke liye aapke paas teen cheeje hona jaroori
1.    Computer ya leptop
2.-  computer ka basik knowledge
3- - internet









 Agar aapke pass ye teno chaaje maujudh h ho jayie taiyar ab ayenge acche din aur aap kamayge meri tarah paise hi paise bo bhi bina kuchh invest







Ab aap yahan se pholo krein appke paas e mail id honi chahiye nahi h to tanson mat lijiye
Ham aapko id banana bhi sikhayenge







Gmail ke baad aapko belog bananh (website) bo bhi hud ki ghabraye mat mai batata hoo kaise banegi sabse pahle aapko ye karna h



www.bogging. com  par jana baha sabse pahle  new blog par click karnah .step by stepage badte janah .  Age ki baat m agle page m
hamari website pet bhi loging kar sakte h www.businessidiablogspot.com


Aap mujhe kuchh sabalpusabal puchh sakte h coment m






businessideablogspot.com